Abhijeet Sawant - Lafzon Mein Lyrics
'Lafzon mein keh naa sakoon,Bin keh bhi reh naa sakoon' - 2Nasha hi nasha raat din haiNa pooncho yeh kaisa pyar haiLafzon mein keh naa sakoonBin keh bhi reh naa sakoonHalki si barsaat meinPehli mulakat meinPehli baar meinDil ko mere le gayiChaahat ke iqraar meinAnjaana ghum de gayiAayee jab saamneJaane kya woh kar gayiPaagal mujhko kar gayiJaaneman Jaanejaan'Na jaane kya baat haiLage ke din mein raat hai' - 2Nayee hai subah to nayee shaamAjab haal mera yaar haiLafzon mein keh naa sakoonBin keh bhi reh naa sakoonMera dil,meri jaanMain yahaan,tu hai kahaanMain dekhu mudke jidharAaye mujhe tu nazarKehti hai chaahateDeewana main ho gayaTeri chaahat mein sanamNaa jaane kab kho gayaYeh kaisa hai asarMujhko naa itni khabarKab jaaga kab so gayaJaaneman Jaanejaan'Lafzon mein keh naa sakoon,Bin keh bhi reh naa sakoon' - 2Nasha hi nasha raat din haiNa pooncho yeh kaisa pyar hai'Lafzon mein keh naa sakoonBin keh bhi reh naa sakoon' - 2