Abhijeet - Badi Mushkil Hai Lyrics
Badi mushkil hai, khoya mera dil haiKoi usse dhoondke laaye naBadi mushkil hai, khoya mera dil haiKoi usse dhoondke laaye naJaake kahan main rapat likhaaoonKoi batlaaye naMain roun ya hasoon, karoon main kya karoonBadi mushkil hai, khoya mera dil haiKoi usse dhoondke laaye naJaake kahan main rapat likhaaoonKoi batlaaye naMain roun ya hasoon, karoon main kya karoon(Deewaangi ki had se aage guzar na jaaoonAankhon mein uska chehra, kaise usse dikh laaoon)Voh hai sab se haseen, vaisa koi bhi nahinMere khuda, uski ada hai badi qaatilMujhe nahin pata chhaaya hai kya nashaMain roun ya hasoon, karoon main kya karoon(Sapnon mein aane waali baahon mein kab aayegiKitne dinon tak mujhko aise voh tadpaayegi)Dekhoon mudke jidhar, paaye voh hi nazarMeri dagar, mera safar, voh meri manzilDeewaana hai sama, jaage hain armaanMain roun ya hasoon, karoon main kya karoon(Badi mushkil hai, khoya mera dil haiKoi usse dhoondke laaye na)Jaake kahan main rapat likhaaoonKoi batlaaye naMain roun ya hasoon, karoon main kya karoon