Lata Mangeshkar And Manna Dey - Pyaar Hua Ikraar Hua Lyrics
--MALE--(Pyaar hua, ikraar hua haiPyaar se phir kyoon darrta hai dil) - 2--FEMALE--(Kehta hai dil rasta mushkilMaaloom nahin hai kahan manzil) - 2--MALE--Pyaar hua, ikraar hua haiPyaar se phir kyoon darrta hai dil--FEMALE--Kehta hai dil rasta mushkilMaaloom nahin hai kahan manzil--MALE--Pyaar hua, ikraar hua haiPyaar se phir kyoon darrta hai dil--FEMALE--(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)--MALE--Kaho ki apni preet ka geet na badlega kabhi--FEMALE--Tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhiPyaar jo toota, saath jo chhoota--BOTH--Chaand na chamkega kabhi--MALE--Aa ha ha, aa ha haAa aa aa, aa aa aa--FEMALE--(Aa ha ha, aa ha haAa aa aa, aa aa aa)--MALE--Pyaar hua, ikraar hua haiPyaar se phir kyoon darrta hai dil--FEMALE--Kehta hai dil rasta mushkilMaaloom nahin hai kahan manzil--MALE--Pyaar hua, ikraar hua haiPyaar se phir kyoon darrta hai dil--FEMALE--(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)Raatein dason dishaaon se kahengi apni kahaaniyaan--MALE--Geet hamaare pyaar ke dohraayegi jawaaniyaan--FEMALE--Main na rahoongi, tum na rahogePhir bhi rahengi nishaaniyaan--BOTH--Pyaar hua, ikraar hua haiPyaar se phir kyoon darrta hai dil(Kehta hai dil rasta mushkilMaaloom nahin hai kahan manzil) - 2--MALE--Pyaar hua, ikraar hua haiPyaar se phir kyoon darrta hai dil--FEMALE--(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)